Motivational Lines In Hindi | Motivation In Hindi | Achive Your goal | Motivational Tips | Success Formula

Motivational Lines In Hindi | Motivation In Hindi | Achive Your Goal | Motivational Tips | Success Formula

Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi


Dosto hume agar koi bhi kam karna ho to uske liye pahle hmare andar us kam ko karne ke liye bishbas aur himmat honi chahiye tabhi hum us kam ko ache se kar sakte hai. Dosto ye bishbas aur himmat hume kisi se motivate hokar hi milti hai. Dosto iska sida sida matlav hai ki insaan ke jeevan me motivation ka kitna importance hai. Dosti insaan zindgi bhar kuch na kuch sikhta hi rahta hai, jab bhi hum kisi ko kuch nya karte dekhte hai to hum bhi usse karne ki koshish me lag jate hai. Lekin us kam ko karne me wohi insaan success ho sakta hai jo use puri lagan aur pure bishbas ke sath karta hai.

Dosto koi insaan apni like me success tabhi ho sakta hai yadi wo kisi kam ko ache se karta hai. Kyuki koshish to sabhi karte hai lekin success wohi ho pate hai jo koshish ko sahi tarike se karte hai. Dosto aapko bta du success ka matlav yahan job me lagne se nhi hai, mere anusaar success ka meaning success wo jab hum khud is kabil ban jaye ki dusro ko job par rakh sake. Lekin is bare me sabh ke apne apne vichar ho sakte hai. 




Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi

Dosto aaj hum aapke liye kuch ese Motivational Lines In Hindi le kar aaye hai jo aapko kabhi harne nhi denge wo aapko hmesha aage badne me madad karege. Dosto hum ummid karte hai ki aapko hmare dwara di gyi Motivational Lines In Hindi Pasand aayegi. Aap inhe apne dosto ke sath facebook aur whatsapp par share kre aur positive attitude ke sath aage badne ki koshish kare.


Motivational Lines In Hindi


1) Life me success aur apna goal achive karna hai to life me hmesha ek hi goal rakhe. Kyuki is se aapki Energy aur focus ek hi jagah par bana rahta hai.

2) Apne har din ko apne life ki important date bnane ki koshish kre.


3) Dusro ke bare me na hi galat soche aur na hi galat bole. Kyuki agar aap kisi ke bare me galat sochte hai to unka behave automatically aapke liye bhi change ho jayega.

(hum sabhi nature ke sath connected hote hai bhle hi hum nhi jante kon hmare mare me kya sochta hai fir bhi hume khud se feel ho jata hai)


Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi

4) Motivation ek fever ki tarah hai, kuch der rahta hai fir chale jata hai. Isliye hume hmesha motivate rahne ke liye apne gole ko bar bar yad karna padta hai.

5) Kisi bhi kam ko karne se pahle yah mat sochiye ki wo kitni mushkil hai, nhi to aap use kabhi nhi kar paoge. Har kam ko zero se shuru kre aur hero ban jaye. Dhire dhire kisi bhi chij ko karne se apako saflata zrur milegi.


6) Kisi bhi chij ko tan, man, dil aur dimag se karna chahiye, yadi aap esa nhi karte to aap saflata nhi paa sakte.


7) Is dunia me impossible kuch bhi nhi hai, yahan tak ki impossible bhi khud me I+M+POSIBLE hai.



Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi

8) Sabhi ka sabse bada rog yahi hai ki 'kya kahege log'

9) Hmesha Present me jeena sikho kyuki na to Past aur na hi Fature par humara control hai.


10) Bich raste se lotne se koi fayda nhi, kyuki wapic lotne par bhi aapko utni hi duri tak jana padega jitni duri aapko aapke goal tak pohuncha sakti hai.



Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi



Motivational Tips | Success Formula



Dosto hamare man me har din 70,000 se 90,000 tak vichar aate hai aur hamari safala bhi inahi vicharo ki quality par depand karti hai. Safal logo ke anusaar jyadatar logo ka 70% se 90% tak ka samay past, fature aur fizul ki bato ko sochne me chala jata jata hai. past hume anubhav deta hai aur fature hume planning karna sikhata hai. Lekin iska e matlav nhi hai ki hum sara samay esi me hi khrach kar de. Dosto hume present me hu rahna chahiye kyuki na to past aur na hi fature par hamara koi zor nhi hai. Apni zindgi me roz kuch nya karne ki koshish kare.

11) Is dunia me kuch bhi impossible nhi hai, kyuki jo hum soch sakte hai wo hum kar bhi sakte hai, aur hum wo bhi kar sakte hai jo humne aaj tak nhi socha.


Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi


12) Sapne wo nhi jo aap nind me dekhte hai, sapne wo hai jo aapko nind hi na aane de.


13) Aap ye nhi bol sakte ki aapke pas time nhi hai,

kyuki aapko bhi din bhar utna hi time mila hai jitna ki successful logo ko milta hai.

14) Du se hume aage ke sabhi raste band nazar aate hai, kyuki safalta ke raste hmare liye tabhi khulte hai, jab hum safalta ke bilkul karib aa jate hai.


15) Zindgi me preshaniya hume barbad karne nhi aati, balki yah humari chupi huyi shaktiyo ko bahar nikalne me madad karti hai, preshaniyo ko bhi yah jaan lene do ki aap us se bhi strong ho.

Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi

16) Kisi ka hona zruri nhi hai safalta pane ke liye, safalta akele bhi payi jati hai.

17) Kisi degree ka na hona wese acha hi hai, kyuki agar aap doctor ya fir engineer hai to aap sirf ek hi kam kar sakte hai, lekin agar aapke pas koi degree nhi hai to aap kuch bhi kar sakte ho.

18) Apne sapno ko zinda rakhiye agar aapke sapno ki chingari bhuj gyi hai to, iska matlavyah hai ki aapne jeete huye aatam hatya (suicide) kar li hai.


19) Jis insaan ne kabhi galti nhi ki usne kabhi kuch nya seekhne ki koshish nhi ki.


20) Insaan ka asli(real) roop tab samne aata hai jab wo nashe me hota hai.


21) Zindgi dekhne me ek ghatna hai jo hmare sath ho rha hai, lekin dur se dekhne par ek comedy.

22) Duniaa ki teen chije kabhi khatam nhi ho sakti Aatma, gyan, prem.



Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi


23) Insaan apne hi vicharo se bana ek prani hai, jaisa wo sochta hai wo wesa hi ban jata hai.


24) Intzaar mat kijiye sahi samay kabhi nhi aata.


25) Jeetne wale alag chije nhi karte, wo chijo ko alag trike se karte hai.



Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi


26)jab aapko kisi se jealousy ho ya fir kisi ke liye nafrat ho, ise turant hi rok dijiye kyuki aap esa kar ke khud ko hi hurt kar rhe hai.


27) Jo aapke pas hai use celebrate kijiye, jo nhi hai ya fir jise pana chahte hai uske bare me positive sochiye.


28) Insaan zindgi me do bar badal jata hai, pahla tab jab koi uski zindgi me aata hai aur dusra tab jab koi uski zindgi se chala jata hai.


29) Jab se exam ki zindgi khatm hoti hai, tab se zindgi ka exam shuru ho jata hai.

Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi

30) Kisi ne ek sant se pucha gussa kya hai, sant ne bohut khubsurti se jabaab diya 'kisi ki galtiyo ki saza khud ko dena'

31) Yeh 7 habbits agar aap apne jeevan me daal le to ye aapko sabka pasandida insaan bana sakti hai.

> Hmesha simple rho
>Sach bolo
>Postive thinking
>Sabhi ko like kre
>Sabhi ki izzat kre
>Be happy
>Maaf karna sikhe

32) Agar aap tezi se chalna chahte hai to akele chaliye, lekin yadi aap door tak chalna chahte hai to milkar chliye.

33) Bate unki hoti hai jinme kuch bat hoti hai.


34) Apni khushi ko khud control karna sikho.


35) Jeevan me kabhi kisi se apni tulna mat kijiye, aap jaise ho bohut ache ho, ishwar(God) ki bnayi har chij sarvotam hai.


Motivational Quotes In hindi
Motivational Quotes In hindi


Dosto umid karte hai ki yahan di gyi sabhi Motivational Lines In Hindi and whatsapp status aap sabhi ko bohut pasand aaye honge yahan diye gye sabhi Motivational Lines In Hindi hum aapke liye khastor par chun kar late hai. App in sabhi Motivational Lines In Hindi ko apne friends ke sath facebook aur whatsapp par share kar unke dil me apne liye khas jagah bna sakte hai.

Dosto agar aap bhi likhna pasand karte hai to aap hume submit shayari option par ja kar hume apni shayari, Motivational Lines, Jokes, Story bhej sakte hai. Hum aapke Artical ko aapke nam ke sath publish krege.

Post a Comment

Previous Post Next Post

Featured post

Love Shayari | Hindi Shayari Beautiful words from the heart

हिंदी शायरी: दिल से निकले खूबसूरत अल्फ़ाज़ शायरी, जो दिल की गहराइयों से निकलती है और शब्दों में जादू भर देती है, एक ऐसी विधा है जो हर दिल को...